GTA Vice City Kaise Download Kare
Hey guys kaise ho doston aaj kis article mein Ham Baat Karne Wale Hain ki aap GTA Vice City kaise download kar sakte ho
to chaliye Main aapko step-by-step batata hun ki aap GTA Vice City mobile mein kaise download kar sakte ho vah bhi bilkul free mein
Where is AAP logon ko pata hi hoga ki aajkal bahut Sare game Aane Lage Hain lekin bahut Sare Pichhle mahinon Mein Pichhle Sal mein aap ko pata Hoga Ki Sabse Jyada trend karne wala game GTA Vice City tha Uske barabar koi bhi game Na Aaya Hai Aur na hi aaega Unki GTA Vice City main aapko real wali feeling milati Hai usmein missions Aate Hain aur yah offline game mein ismein aapko internet ki koi bhi jarurat Nahin padati yah bahut hi danger game Hai Mast game Hai is bbose admission danger danger Rehte Hain ismein Main gun ka istemal karna padta hai and bahut sari guns Hai usmein Ek kam ho gai M4 16 Ho Gai vaise bahut sari guns Mein Aati Hai To bahut maja aata hai is game ko khelne Mein lekin Kuchh Logon Ko game ko download karna Nahin Aata lekin aapka bhai aapke sath hai to aapko bataunga ki aap kaise download kar sakte hai
Step.1
Guide sabse pahle aapko niche Diye Gaye GTA Vice City car APK download kar lena yah APK sirf 7 MB ka hai to sabse pahle apk app download kar len
Step 2
fir aapko GTA Game Ka Setup niiche Diye Gaye download button per click Karke yah file download kar lena is file ka size 1.4GB ka Hai
Jab aapki 7 MB Vali APK Download Ho jaye to Sbse Pahle Use Install krlen Or Open Nhi kre Ok
Step3
Guys 1.4 GB file Files app download ho jaaye to usko aapko extract karna padta hai extract karne ke liye aapko Z achiever naam ka ek application Hai uski jarurat pdegi Uska Download Link mene Niche de diya hai ise aap Download kr le
Step 4
Fir Aapko ZArchiver App me jana hai Or Jha aapki GTA vali Setup Download hui hai Vha pr jana hai Fir aapko Us GTA Setup ko Press krke rakhna hai to aapko Extract Ka Option aayega use dbana hai Fir 1 Minutes me Extract ho jayegi
step 5
Fir aapko
Rockstar Naam ka Folder aayega us Folder Ko Copy Krle Or copy krne ke bad Aapko File Manager ke Andr Hi Android Naam ka Folder Show hoga usme Jana hai usme Aapko OBB naam ka Folder Hai usme jana hai
Vha pr jakr aapko Is Folder Ko Paste Kr dena hai
Step 6
Rockstar Folder ko Paste krne ke baad aap GTA Vice City Game Ko Open Kare aapka Game Open Ho jayega
FIR aap game ka maja uthai aur game ke liye aur apne bacchon apne bhai Koi Bhi Ho bacchon ko bhi Sabko Khile Aur look uthaie aapka GTA Vice City game hundred percent chal Jaega aur aap Koi article Achcha Laga to aap niche comment bhi kar sakte ho kya aapko samajh Aaya Nahin aaya aur Kaku Kuchh samajh mein nahin aata hai to aap Hamara Video dekh sakte ho YouTube par uska link main neeche de dunga theek hai
2 टिप्पणियाँ
Pubg mobile lite global update
जवाब देंहटाएंhttps://techroidhindi.blogspot.com/2021/05/pubg-mobile-lite-global-update-021-0.html
GTA5
जवाब देंहटाएं