Instagram Reels Video Kaise Download Kare

 Instagram Reels Video Kaise Download Kare

Hey guys kaise ho aap Sabhi log doston aaj main aap Logon Ko bataunga ki aap aap Instagram reels videoKaise Download Kar sakte hai aaj Ka download Karne Ka Tarika bahut hi Aasan hai lekin kuch logo ko Samajh Mein Nahin Aata Hai To aapko main Tarika bataunga use  aap Instagram release ke video bahut hi Aasan tarike Se download kar sakte ho to Chaliye aapko main batata hun aur bahut Sare logon ko problem aati hai ki bhai main bahut sari applications download kar li lekin Reels ke video download Nahin ho raha hai Instagram se Agar download karta hun to vahan per ID Mangne lagta hai bhai de do Koi Fark Nahin padta hai Kisi Aur Ka

Yaar faltu time Barbad nahin karta hun aur aapko batata hun


First Step.

guys sabse pahle kya karna hai aapko Ek application download karni Hogi Jiska Naam Hai videoder

Iski Link Niche Di Gayi Hai Aap Download Button Pr Click Karke Download Kar Le

Step 2.

Application download hone ke bad usko open karna hai open karne ke bad use ID Mein Aapki Gmail ID ya koi si bhi Id se use application ko link kar dena hai Kyunki ki agar aap use application ko link Nahin Karoge To Instagram use application ke sath link Nahin ho payega aur aapke videos download Nahin Ho Payenge iske liye aap course application ke andar aapki Gmail ID dalna bahut hi jaruri hai ya secure application Hai yah bahut badi company ke application aapko Darne ki jarurat Nahin Hai

Step3 .

FIR Jaise hi aap application ke andar Gmail ID Dal dete Ho to Aapka kam pura ho jata hai FIR aapko kya karna hai aapko Instagram mein jana hai Instagram Mein Jo Bhi video aapko Pasand a raha hai aur aap usko download karna chahte ho to download karne ke liye aapko vahan per video ke upar 3 Dikhai de rahe Honge use 3 dot per aapko Khali karna hai click karne ke bad aapko bahut Sare options vah Dikhai Denge vahan per aapko copy link per click karna hai Jaise hi aap link copy link per click Karoge To aapka video ka link copy ho jaega video link copy Hote he

Aap Ko Sidha videoder

Application Open Krnaa hai or Vha pe URL Tab diyahua hai Vha oe Us Link Ko Paste Kr dena hai

Jaise hi aap Link Paste kr dete ho Vhaa pe Download Ka option aajayega Agr Download Ka option nhi aata hai to aapko Vaps Vhi pr Videoder App Me Hi Us Video Ka Link Copy Krnaa hai 3 Dot pr click krke To aapke Samne Red Colour Me Download Button aajyega Or aap Jis Quality Me Chao us Quality Me Download kr skte ho 



Bs Itna saa hi kaam hai kaisa lga article Comments me jurur Btaye

एक टिप्पणी भेजें

1 टिप्पणियाँ